Sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Zaraa uljhi laten sanvaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
Ke sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Paani pade tan pe to sholaa nikale
Jaakhane kaisee agan mein badaan jagal
Paani pade tan pe to sholaa nikale
Jaakhane kaisee agan mein badaan jagal
Din bhar kee thakn utaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
Ke sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Ang ang dho loon zaraa mel mel ke
Phool-see mahak uthun main khil ke
Ang ang dho loon zaraa mel mel ke
Phool-see mahak uthun main khil ke
Titali se pankh udhaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
Ke sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Sajnaa hai muje sajnaa ke liye
Saj-dhaj ke main zaraa ban-than ke
Baan chalaaungi naiynan ke
Saj-dhaj ke main zaraa ban-than ke
Baan chalaaungi naiynan ke
Aaeena zaraa nihaar loon
Khud apanee nazar utaar loon
Ke main to saj gayi re, sajnaa ke liye
Main to saj gayi re, sajnaa ke liye
Main to saj gayi re, sajnaa ke liye
Main to saj gayi re, sajnaa ke liye